Kaisa Ye Junoon, Kahi Mile Naa Sukhoon
Song: Kaisa ye junoon
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Drama: Kaisa ye junoon
Kahi Daira bana hai
Kahi Aakhri sira hai…
Mahi bol bol haari
Koi hai jo sunn rahaa hai
Ye koi jaane naa
keh dil manay naa
Ye koi jaane naa
keh dil manay naa
Bikhar jaye naa
Kaisa ye junoon. kahi mile naa sukhoon. dekho kahi bhi qaraar aye rey.
Diwana hay kaun, yaha beghaana hay kaun, dekho zindagi bekaar jaye rey
Koi bheer main karha hai, Koi khud mein chal raha hai,
Mahi bol bol haari, yaha jo hai be-sila hai,
Ye saato aasma, hum inke darmiyaa
Ye saato aasma, hum inke darmiyaa
Bich-char jaye naa,
Kaisa hai junoon. kahi mile naa sukhoon. dekho kahi bhi qaraar aye rey.
Diwana hay kaun, yaha beghaana hay kaun, dekho zindagi bekaar jaye rey
chalti chalti jaye, aik aandhi…jo andhi bhi nahi
Jab se kalai, kuch baandhi, aur baandhi bhi nahi
Jaha raastein ne jhora
wahi faasley ne thora.
Mahi bol bol haari
yahaa sub ne haath choraa,
Ye koi jaane naa
keh dil manay naa
Ye koi jaane naa
keh dil manay naa
Bikhar jaye naa,